iPhone Facts | Things you don't know about iPhone | Technology Facts


iPhone Facts | Things you don't know about iPhone | Technology Facts


Hello Friends, 
aaj men aapko btaunga iphone ke khuch ese facts jispe aap yakeen nhi krengen , men ese intresting bato aapko aaj btaunga -- kya bakwas kar rha h fake hai -- yhi soch rhe ho aap 
koi baat nhi mene bhi yhi socha tha 

Now, friends time to START,

So, Friends kya aap ko pta hai iphone pehle tablet hua karta tha jisme virtual keyboard hua karta tha jo dikhaya gya steal job ko- to unhone dhekha aur idea lagaya ki technology phone pe bhi use ho sakti hai aur iphone bnaya ja sakta hai aur iphone ban ke samne aaya 2007 men

Agar men kahun pehla iphone apple company ne nhi bnaya tha to sayad meri baat pe viswas nhi krengen aap ji han - Cisco System ne pehle hi apple naam ko ragister kara liya tha aur cisco system voice service provide karta tha voice over IP jise telphone wagera kar sakte hain baat kar sakte hain baad men jab apple company ne iphone nikala tha tab Cisco System ne unpe claim bhi kiya 

kya aap is baat ko jante hain ki apple store pehli esi jagah ban gyi thi jahan aap legaly app dow. kar sakte hain matlab bde tor pe dhekha jaye to sabse pehle jo appstore aaya wo apple ka appstore tha jhan aap legaly application dow kar sakte hain aur khareed bhi sakte hain๐Ÿ˜œ

aapne gaur kiya hoga jab bhi kisi iphone ka ad hota hain tab uss iphone men 9:41 baj rha hota hai ye kyun hota hai- ye whi time jab steal job ne pehla iphone launch kiya tha aur logo ko dikhaya tha uss time time ho rha tha 9:41๐Ÿ˜–

aaksar aap dekhte hain ki samsung aur apple ke beech competion hota rehta hai kiska phone jada acha hai ek samsung ke new model leke aata hai to dusra iphone ke new new iphone leke aata hai aapas men enka kafi bda competion rehta hai  lekin aapko ye baat nhi pta hogi ki jo apple ke iphone hai uske Processor ko samsung company banati hai ji han apple ke processor ko samsung company hi banati hai๐Ÿ˜’

2007  men apple ko mila tha INVENTION OF THE YEAR KA AWARD jab 2007 men apple ka iphone aaya tha 

2012 men esa time bhi aaya tha ki apple ne  apne iphone ko sabse jada becha tha 40,000 iphone per day ke hissab se enhone beche the aur ye amount bhut jada hot hai ๐Ÿ˜‰

kya aapko pta hai apple ka iphone Brazil men double rate pe milta hai ji han apple ke iphone ka jo rate US men hota hai usse double rate men brazil men hota hai india men bhi mehnga milta hai but brazil men khuch jada hi hai๐Ÿ˜†

log apple ke etne jada deewane hai khuch jada hi hai lekin es duniyan men apple ka sabse bda deewana japan ek aadmi hai jo ki apple iphone 6 ke seven moneth pehle matlab jab apple iphone launch hone wala tha tab wo apple ke store ke bahar khara ho gya tha ki jab iphone 6 launch hoga tab wo sabse pehle khareedega  esko apple ke iphone ke deewangi nhi kehenge to aur kya kehenge han ese pagalpanti bhi keh sakte hain - lauch ke seven month pehle line men kaun lagta hai  ๐Ÿ˜‰ pagalpanti keh sakte hai

aagar aap apne apple iphone ko daily charge karte hain to aap din men 15 rs. ki electricity waste karte hain agar aap pure tarah se charge kar sakte hai ab aap jante hi hai ki bizli ke rate bhut hi jada hai ←←←☻

ye jo men aapko btaunga wo bhut hi mjedar fact hai iphone ke bare men jo sayad aap nhi jante honge  


  

Comments

Post a Comment